-->

Subhadra Kumari Chauhan

Post a Comment

 Subhadra Kumari Chauhan

Google ne Aaj ek lekhak aur swatantrata senani Subhadra Kumari Chauhan ki jivan aur uplabdhiyan ka Samman karne ke liye doodle banaya hai 


jinke kam ko sahitya ke purush Pradhan Yug ke dauran rashtriy Pramukh ta Mili hai Indian activist aur writer Subhadra Kumari Chauhan ki 117 vi jayanti ke avsar per doodle ne ek sadi mein Kalam aur kagaj ke sath baithi Hui Subhadra Kumari Chauhan ko dikhaya hai doodle ko newzealand ki guest artist Prabha malya ne banaya hai Subhadra Kumari Chauhan ki rashtrawadi kavita Jhansi ki Rani ko vyapak roop se Hindi sahitya mein sabse adhik padhi jaane wali kavitaen mein se ek Mana jata hai

Subhadra Kumari Chauhan
Subhadra Kumari Chauhan 




San 1904 mein Subhadra Kumari Chauhan ka janm Bhartiya gaon nihalpur mein hua tha Subhadra Kumari Chauhan ke school ke raste mein ghode ki gadi e mein bhi lagatar likhane ke liye Jani jati thi Subhadra Kumari Chauhan ki pahli Kavita sirf 9 sal ki umra mein prakashit hui thi 

Subhadra Kumari Chauhan
Subhadra Kumari Chauhan



Bhartiya rashtrawadi andolan mein ek bhagidari ke roop mein Subhadra Kumari Chauhan ne apni Kavita ka vah use dusron ko Apne Desh ki samprabhuta ke liye padhne ke liye prerit karne ke liye kiya tha Subhadra Kumari Chauhan 4 bahane aur do Bhai the

Subhadra Kumari Chauhan
Subhadra Kumari Chauhan 



Subhadra Kumari Chauhan ek aandolan ke chalte hue Kai bar jail bhi gai thi

यहां हमने सुभद्रा कुमारी चौहान की कुछ कविताओं को लिखा है आप पढ़ सकते हैं
1
 
चमक उठी सन 57 में वह तलवार पुरानी थी बुंदेले हरबोलों के मुंह हमने सुनी कहानी थी खूब लड़ी मर्दानी वह तो झांसी वाली रानी थी 

2

Sinhasan hil uthe rajvanshon ne scooty Tani thi bure Bharat mein main bhi I fir se nai javani thi gum Hui azadi ki kimat sab ne pahchani thi khoob Ladi mardani vah to Jhansi wali rani thi 

Subhadra Kumari Chauhan
Subhadra Kumari Chauhan 



Hindi ki lokpriya kavitri Subhadra Kumari Chauhan ka janm 16 August San 1964 mein hua tha Subhadra Kumari Chauhan ki ki aaj yani ki 16 August 2021 ko 117 vi jayanti hai aur iske avsar per uh Google ne Subhadra Kumari Chauhan ki birthday Sirsa se doodle banakar unhen yad kiya hai aur logon Ko bhi yad karvaya hai Subhadra Kumari Chauhan ko Bhartiya swadhinta Sangram ki pahli mahila satyagrahi ke taur per bhi Jana jata hai 

Subhadra Kumari Chauhan ne jis shandar dhang se Jhansi ki Rani e Lakshmi Bai ka chitran apni Kavita mein kiya hai usi prakar Kai Bollywood actress hai jinhone Jhansi ki Rani ke kirdar ko parde par utara hai halaki San 1953 mein pahli bar Jhansi ki Rani ka Bhartiya cinema mein film bani thi iska nirdesh Sahara Modi ne kiya tha jab ki Jhansi ki Rani unki patni Mehta bani thi 2019 mein release hui film Manikarnika ka Naam Liya ja sakta hai is film mein Kangana Ranaut Jhansi ki Rani ka kirdar nibhaya tha halak ETV serials mein Kai bar Subhadra Kumari Chauhan ki kavita Jhansi ki Rani ka dikhaya jata hai 

Author
I am a passionate blogger I have 2 blogs one is oppojobs and other one is mnc company job

Related Posts

Post a Comment

Subscribe Our Newsletter